Nazar Aati Nahi

Nazar Aati Nahi - Hindi Poetry
Nazar Aati Nahi – Hindi Poetry
Nazar aati nahi woh haawa
Jis ka tasbur hum roz karte hain
Jis ki yaad mein hum roz marte hain
 
Uski yaadon ne dil mein ghar bana lia 
Uski yaadon ne mera sabh kuch chura lia
Usko dekhne ki chaah hum roz karte hain
Jis ki yaad mein hum roz marte hain
 
Aur kaise karun biyaan kaisi hai woh
Barrish ki boond jaisi hai woh
Uski majoodgi ke ehsaas hum roz bharte hain
Jis Ki yaad mein roz marte hain
 
Inder ki dua ko kabool hone ka intzaar hai
Waise ek tarfa he yeh mera pyaar hai
Keh nahi paate,Usko khoone se darte hai
Jis ki yaad mein hum roz marte hai

Best Deals – July2021

 
Hindi Poetry (हिंदी कविता): If you like to read poetry and you were looking for the best poems, then you are in the right place. Here you will find the best Hindi poetry on life, famous heart-touching short Hindi Poetry, and sad Love Poetry in Hindi.

Disclaimer: Its my own poetry under copyright Inderraaikot2011

If you required this song rights please contact me by email at : [email protected]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *